Kahin zulf ka baadal o ho Kahin rangni aanchal aa haa Kahin honth gulabi o ho Kahin chaal sharaabi aa haa Kahin aankh mein jaadu o ho Kahin jism ki khushboo aa haa Kahin narm nigaahein o ho Kahin gori baahein aa haa
Haan yahan kadam kadam par laakhon haseenayein hain Hum magar yeh dil ka tofa dene usay aayein hain Woh ladki jo sabse alag hai Woh ladki jo sabse alag hai Woh ladki jo sabse alag hai Woh ladki jo sabse alag hai
Haan yahan kadam kadam par laakhon haseenayein hain Hum magar yeh dil ka tofa dene usay aaye hain Woh ladki jo sabse alag hai Woh ladki jo sabse alag hai Woh ladki jo sabse alag hai Woh ladki jo sabse alag hai
Kitne hi jalve hai Aankhon mein ghulti hai jaise chaandni Kitni hi ho baatein hai Kaanon mein ghulti hai jaise raagini Yeh chale jaise zaraa balkhaake Woh chale jaise zaraa ithlaake Yeh mile jaise zaraa sharmaake Woh mile jaise zaraa iteraake
Haan yahan kadam kadam par laakhon haseenayein hain Hum magar yeh dil ka tofa dene usay aaye hain Woh ladki jo sabse alag hai Woh ladki jo sabse alag hai Woh ladki jo sabse alag hai Woh ladki jo sabse alag hai
Gulshan ki hai woh kali Jo saare phoolon se bilkul hai judaa Kya kahiye ho dekha hai In aankhon ne aisa roop kya Kya ajeebsi taazagi hai Kya haseen si saadagi hai Kya ajeebsi dil kashee hai Kya haseen si dilbari hai
Haan yahan kadam kadam par laakhon haseenayein hain Hum magar yeh dil ka tofa dene usay aaye hain Woh ladki jo sabse alag hai Woh ladki jo sabse alag hai Woh ladki jo sabse alag hai Woh ladki jo sabse alag hai
Haan yahan kadam kadam par laakhon haseenayein hain Hum magar yeh dil ka tofa dene usay aaye hain