--FEMALE-- Luk-chup ke main ghoomi gali gali Kahin mila nahin mera piya Khil khil ke hans di kali kali Par khila nahin mera jiya Meri itni kahaani, meri hai yeh pareshaani Kabhi aaye, koi aaye, koi bole maine dil diya Dhoond rahi hoon main aisa deewana Thoda sa pagla, thoda siyaana - 2
Luk-chup ke main ghoomi gali gali Kahin mila nahin mera piya Khil khil ke hans di kali kali Par khila nahin mera jiya Meri itni kahaani, meri hai yeh pareshaani Kabhi aaye, koi aaye, koi bole maine dil diya Dhoond rahi hoon main aisa deewana Thoda sa pagla, thoda siyaana - 2
Haan, mujhse kare voh aake pyaari pyaari baatein Chehre ko chaand keh de, zulfon ko raatein Milne voh jo aaye, bole haaye, meri jaana Dil mein tadapte hai tere hi armaan Main tera deewana hoon, tu jo maange jaan bhi doon - 2 Bigdoon to karde shooru haqlaana Thoda sa pagla, thoda siyaana - 2
Luk-chup ke main ghoomi gali gali Kahin mila nahin mera piya Khil khil ke hans di kali kali Par khila nahin mera jiya Meri itni kahaani, meri hai yeh pareshaani Kabhi aaye, koi aaye, koi bole maine dil diya Dhoond rahi hoon main aisa deewana Thoda sa pagla, thoda siyaana - 2
Haan, kabhi laake de voh guthka mujhe Bhopal ka Kabhi leke aaye lehnga voh Nainitaal ka Bareli voh jaaye to voh laaye surmeidaani Lucknow se le aaye kurta kaamdaani Banaras agar jaaye, sari leke hi aaye - 2 Poochhe Dehli se hai kya mangwaana Thoda sa pagla, thoda siyaana - 2