Laakh Iss dil ko Hum ne samjhaaya Dil yahaan phir bhi humko le aayaa Salaam salaam
Tumhari mehfil mein aa gaye hai Tumhari mehfil mein aa gaye hai To kyon na hum yeh bhi kaam karlein Salaam karne ki aarzoo hai Salaam karne ki aarzoo hai Idhar jo dekho salaam karle
Tumhari mehfil mein aa gaye hai To kyon na hum yeh bhi kaam karlein Salaam karne ki aarzoo hai Idhar jo dekho salaam karle
Yeh dil hai jo aagayaa hai tum par Wagar na sach yeh hai banda parwar Yeh dil hai jo aagayaa hai tum par Wagar na sach yeh hai banda parwar Jise bhi hum dekhle palatkar Jise bhi hum dekhle palatkar Usee ko apna ghulam karle Salaam karne ki aarzoo hai Idhar jo dekho salaam karle
Bohot si baatein hai tum ko kehni Bohot si baatein hai hum ko kehni Bohot si baatein hai tum ko kehni Bohot si baatein hai hum ko kehni Kabhi jo tanha milo kaheen tum Kabhi jo tanha milo kaheen tum To baatein hum yeh tamaam karle Salaam karne ki aarzoo hai Idhar jo dekho salaam karle
Woh Laila-Majnu ki ho mohabbat Ke Shireen-Farhaad ki ho ulfat Woh Laila-Majnu ki ho mohabbat Ke Shireen Fahaad ki ho iffat Zara sit um jo dikhao jurat Zara sit um jo dikhao jurat To hum bhi un jaisa naam karle
Tumhari mehfil mein aa gaye hai To kyon na hum yeh bhi kaam karlein Salaam karne ki aarzoo hai Idhar jo dekho salaam karle
Compositores: Anu Malik, Javed Akhtar ECAD: Obra #3597509 Fonograma #1478084