o o o o o... kyun aajkal neend kam khwaab jyada hai lagta khuda ka koi nek iraada hain kal tha fakir aaj dil shehzada hain lagta khuda ka koi nek iraada hain kya mujhe pyar hain ayah kaisa khumaar hain ayah kya mujhe pyar hain ayah kaisa khumaar hain ayah o o o o o...
(meri duniya…) pathhar ke inn raston pe phoolon ki ek chadar hain jabse milen ho hamko badla har ek manzar hain dekho jahaan mein neele neele aasmaan tale rang naye naye hain jaise ghulte hue soye se khwaab mere jaage tere waaste tere khayaalon se hai bheege mere raaste kya mujhe pyar hain ayah kaisa khumaar hain ayah kya mujhe pyar hain ayah kaisa khumaar hain ayah o o o o o...
(meri duniya…) tum kyon chale aate ho har roz in khwaabon mein chupke se aa bhi jaaon ek din meri baahon mein tere hi sapanen andheron mein ujaalon mein koi nasha hain teri aankhon ke pyaalon mein tu mere khwaabon mein jawaabon mein sawaalon mein har din chura tumehn main laata hoon khayalon mein kya mujhe pyar hain ayah kaisa khumaar hain ayah kya mujhe pyar hain ayah kaisa khumaar hain ayah o o o o o...