Sitaron si jagmaga rahi hain tumhaari aankhein sitaara aankhein Kabhi sharaarat kabhi mohabbat har ek pal ek ishaara aankhein Sitaron si jagmaga rahi hain tumhaari aankhein sitara aankhein Kabhi sharaarat kabhi mohabbat har ek pal ek ishaara aankhein Sitaron si jagmaga rahi hain tumhaari aankhein sitaara aankhein
Kabhi ye aankhein hain neeli jheelein kabhi ye aankhein hain jaam jaise Kabhi ye aankhein hain neeli jheelein kabhi ye aankhein hain jaam jaise Kabhi hai subahon si ujli ujli kabhi nasheeli ki shaam jaise Kabhi nazaaron ke dekhti hain kabhi hain khud ek nazaara aankhein
Sitaron si jagmaga rahi hain tumhaari aankhein sitara aankhein Kabhi sharaarat kabhi mohabbat har ek pal ek ishaara aankhein Sitaron si jagmaga rahi hain tumhaari aankhein sitaara aankhein
Kabhi ye aankhein jo meherbaan hon to main zara sa ye kaam kar loon Kabhi ye aankhein jo meherbaan hon to main zara sa ye kaam kar loon Salaam karne ki aarzoo hai idhar jo dekhe salaam kar loon Main aankhon aankhon mein ye bhi keh doon na hongi aisi dubaara aankhein
Sitaron si jagmaga rahi hain tumhaari aankhein sitara aankhein Kabhi sharaarat kabhi mohabbat har ek pal ek ishaara aankhein Sitaron si jagmaga rahi hain tumhaari aankhein sitaara aankhein