Aaj kal ki ladkiyaan kamaal karti hain Hoy aaj kal ki ladkiyaan kamaal karti hain Kisiko dil mein rakhti hain Hey kisiko dil mein rakhti hain Kisipe marti hain
Aaj kal ke ladke bhi kamaal karte hain Aaj kal ke ladke bhi kamaal karte hain Dekhke kisi bhi ladki ho hay Aah bharte hain
Aaj kal ki ladkiyaan kamaal karti hain Aaj kal ke ladke bhi kamaal karte hain
Ek to hai ye teekhi lauki uspe neem chadhi hay Uspe neem chadhi Kad iska chhota hai lekin karti baat badi Mujhe pata hai darta hai ye peetar aur pater se Petar aur pater se Humse kehta hai ye lad jayega jaake sher se Iska chehra thoda thoda milta hai salman se Khud ko hero samjhe na ye kehdo is nadaan se Oonchi oonchi sandal uspe pehenke kaala chashma Bane heroine samjhe dekho khudko ye karisma
Aaj kal ki titliyaan kamaal karti hain Aaj kal ki titliyaan kamaal karti hain Kisiko dil mein rakhti hain Kisipe marti hain
Aaj kal ki ladkiyaan kamaal karti hain Aaj kal ke ladke bhi kamaal karte hain
Dekho yaaron ek bandariya chale hans ki chaal Chale hans ki chaal Gaana aur bajaana chaahe na samjhe sur taal Mile jise na vo kehta hai khatta hai angoor Khatta hai angoor Aise to ladkon se aksar rehti hoon main door Har ladki mujhko chaahe mujh mein hai aisi baat Dekh dekhke mujhko hai chalti to ye din raat Chal mere bhai panga na le isaay to bekaar mein Kahin lipat jayega jaake is bijlike taar mein
Aaj kal ki bijliyaan kamaal karti hain hoy Aaj kal ki bijliyaan kamaal karti hain Kisiko dil mein rakhti hain Kisipe marti hain
Aaj kal ki ladkiyaan kamaal karti hain Aaj kal ke ladke bhi kamaal karte hain
Phoolon ke ras mein nahaai hai Taaron ki duniya se aayi hai Roop suhaana tu paai hai Sabke dilon pe chhaai hai Tu jis ghar mein jayegi Saare andhere mitayegi Khushiyon ke deep jalayegi Sabka naseeb jagayegi
Aaj kal ki chhoriyaan kamaal karti hain hoy Aaj kal ki chhoriyaan kamaal karti hain Kisiko dil mein rakhti hain Kisipe marti hain
Aaj kal ki ladkiyaan kamaal karti hain Aaj kal ke ladke bhi kamaal karte hain.